Tum ho, kya tum wahin ho...
Jahan akhri mulakat ki kuchh labz aj bhi
hai ankahin!
Tum ho un palme,
jo muskurate hain...
Tum ho un ayinome,
jo tumhari parchhayi me jee rahein hain...
Tum ho, kya tum wahin ho...
Jahan yadon ki tarannum bhige huye hain?!